MUNTIQHIB KALAAM IMAAM ABDUL SALAAM ALE SALAAM
(VERSES FORM THE KALAM OF IMAAM ABDUL SALAAM ALE SALAAM)

ALAA-E TAALIB-E WHADAT HAMI LAA FI KE JUYAAYAM
KALAAM AZ MAN SHENAV ZIRAA KALAAM ALLAAH-E GUYAAYAM

E ILM-E TOHID KE MUTLAASHI! JO TU ITNAA ITRAATAA REHTAA HAI KE MAI IS ILM KI TALAASH MEIN HUN. (AGAR AISAA HAI TO ) MERI BAAT SUN LE KYUN
KE MAI HI QURAAN-E NAATIQ(YAANI BOLNE WAALI KITAAB) HUN.

BAMAKTAB KAANA-E TAALIM SHAAGIRD-E DIL-E MAN SHAV
AGAR KHVAAHIKE BARUAT DAREASRAAR-E BIKUSHAAYAM

AGAR TU CHAHATAA HAI KE HAM TUJH PAR ISRAAR-E KHUDAAWANDI KA DARWAAZAA KHOL DEIN TO MAARFAT KI TAALIM KE SCHOOL (YAANI IS
DUNIYAA) MEIN HAMAARE DIL KI SHAAGIRDI IKTIYAAR KAR!

AGAR FARMAN DAHI KHVAAHI DARIN AFAAQI LAAHUTI
BAFARMANAM QAMAR BARBAND-O-BISHNAV AANCH FARMAAYAM

AGAR TU ILM-E LAAHUT MEIN HUKUMRAANI KI ARZOO RAKHTAA HAI TO HAMAARE FARMAAN BARDAARI KE LIYE QAMARBASTAA HO JAA! AUR JO
FARMAAN HAM FRAMAATE HAIN US KO DIL-O-JAAN SE SUN LE!

DAIRN GANJIENAA NU SAQF CHAHAAR AEVAAN WASHASH MANZAR
TILISMI GANJ-E MANI DAAN VUJUD-E AALAM AARARAAYAM

(DUNIYAA KE) IS KHAZAANE MEIN JISKE NAO(9) CHHAT, CHAR(4) QASAR AUR CHE(6) DARICHE HAIN DUNIYAA KO ZINAT BAKSHNE WAALE MERE VUJUD KO
IS KHAZANAA-E- HAQEKAT KE (DARVAAZE PAR LAGAAE HUVE) TILISMAATI TAAWIZ TASAVUR KAR!

AGAR KHVAAHI KE RUI MAN BA BINI CHASHM-E SIR BIKUSHAA
KE CHASHM-E SAR NA BINADJUZ WUJUD-E DAHR FARSAAYAM

AGAR MERE HAQIKI DIDAAR KI TAMANNAA HAI TO DIL KI AANKH SE MERAA DIDAAR KAR KIYUN KE (TERI) ZAAHIRI AANKHE MERE FAANI JISM KE
ILAAWAA AUR KUCH NAHIN DEKH SAKTI HAI.

AGAR KVAAHI KE BISHNAASI MARAA KHUDRAA SHANAAAS AWWAL
MARAA HAR KAS SHANAA SAA SHUD SHANAA SAA RAA SHANAA SAAYAM

AGAR TU MUJHE PEHCHAANE KI KHUWAAISH RAKHTAA HAI TO PEHLE APNE ZAAT KI SHANAAKT HAASIL KAR JO KOI HAMAARI SHANAKT HASIL KARE
AESE AARIF KA MAIN BHI SHANAASAA HUN.

MAN AAN SHAMAA-E-JAHAAN TAABAM KE KHURSHID-E JAHAAN AARAA
ZANAD PARVAANAA AASAA PARZ SHOK-E MEHER PIRAAYAM

MAIN WHO AALAMTAAB SHAMAAH HUN KE DUNIYAA KO ROSHAN KARNE WAALAA ZAAHIRI SOORAJ JO MERE HI NOOR SE ROSHAN HOTAA HAI,
PARWAANE KI TARAH MERE NUR KE GARDAAGARD TAWAAF KARTAA HAI.

MAN AAN AJUBA-E ZANAM KE CHUN AFSHAAN KUNAM MUANI
DO AALAM MUSHTA-AL GARDA ZA NURI SHULA ARAAYAM

MERI ZAAT AESI HERAAN KUN SIFT HAI KE JAB BHI MAIN IS KI HAQIKAT WAAZEH KAR DETAA HUN TO DONO JAHAAN MERE HUSAIN NUR SE MUNAVAR
HOTE HAIN.

AGAR CHE QATRA RAAMAANAM KE AZ DARIYAA BIRUN AAYAD
WALI CHUN QATRA BISHNAASI BIDAANI HAM CHUN DARYAAYAM

AGARCHE MAI US QATRE KI TARAAH NAZAR AATAA HUN JO SAMANDAR SE BAAHIR AATAA HAI LEKIN JAB TU US QATRE KI HAQIKAT KO PAA LE GAA TO
YAQINAN SAMAJH LE GAA KE MAIN KHUD DRIYAA HUN.

MISAAL-E MAN BASI BINI WALI AZ RAAH-E KAJBINI
AGAR TU RAAST BIN BAASHI NA BINI MISL-O HAM TAAYAM

MUJH JESE KAHIN LOG TUJHE NAZAR AAYEN GE LEKIN YEH TERI NAZAR KE FAREB KA NATIJAA HAI AGAR TREI NAZAR DURUST HO TO MUJH JAISAA
TUJHE KOI NAZAR NAHIN AAYEGAA.

HAZARAAN KHAANA DAARAM MAN CHAJAAYAM NIST KHUD PAIDAA
HAZAARAAN ISM DAARAM MAN WALI KHUD YAK MUSAMAAYAM

MERE HAZAARON GHAR AUR MAQAAMAT BHI HAI AUR MERAA KOI MAQAAM-E ZAAHIR BHI NAHIN HAI. MERE HAZAARON NAAM HAI LEKIN UN NAAMON
KA MAIN WAAHID MAALIK HUN.

KUNUN ABDUS SALAAMAM MAN WALI AZ HAMGINAAN GAMGIN
AZIN MAJLIS BIQAA HAM RAFT-O-DIGAR BAAR BAAZ AAYAM

IS WAQT MAIN ABDULSALAAM HUN LEKIN AHLE MAJLIS SE KUSH NAHIN HUN. MAIN IS MAJLIS SE RUKHSAT HO JAAUN GAA PHIR DUSRI BAAR NAYE
JAAME MEIN AAUN GAA.

AGAR BAR KHAATIRAM GARDI NASHINAD GARD HAAKIZAD
AGAR SHAADAN SHAWAM YAK LAZH-O YAKDAM BAR AASAAYAM

AGAR MERAA DIL ZARA MALAAL HO JAE TO IS SE GAMON KE EK TUFAAN UTHE GAA AUR AGAR MEIN EK SECOND KE LIYEN KUSH HO JAAYUN KO YEH
SAARAA TUFAAN THAM JAAEGAA.

******************************